TOP CATEGORIES
100 Greatest Acoustic Rock Ballads and Power ...
100 Greatest Bollywood Item Songs...
10 Bollywood Actors that are Big Names in Hol...
- HOME
- Bollywood News
- Category :Bollywood News
Since early days Hindi films have been known for their diverse one liners and dialogues. This article sheds light on the best one liners and dialogues from Bollywood films.
Aside from song and dance routines, Bollywood films are also exceedingly popular with audiences for their one liners. While dialogues in movies have been popular since the black and white era, tongue-in-cheek one liner’s are a rather recent phenomenon, and we must say some of the one liners in the comedy film genre are hilarious. There seems to be a fair bit of confusion in regard with the difference between dialogues and one liners.
Dialogues in movies are conversations between two or more individuals, whereas ‘one liners’ as it suggests is few words uttered by an actor. One liners have become a popular in films because of their ability to impact audiences. A one liner can be funny, serious, or thought provoking depending on the situation in the film. Over the years dialogue writers in Hindi films have written some memorable one liner’s that have become hugely popular with movie lovers.
One liner’s can be used in different parts of a Hindi film depending on the script.
However, in many masala Hindi films and comedy films, funny one liners are peppered through the entire length of the film. Every actor has his/her own style of delivering dialogues in films. Over the years actors and actresses have been associated with memorable dialogues. In recent times, catchy one liners from Hindi films are exceedingly popular with college students in India. Funny one liners from Hindi comedies are a rage and hugely popular with family audiences.
One liners create defining moments in films. Timing and delivery of a dialogue or one liner is important in Hindi films. Facial expressions are crucial when an actor or actress has to say a one liner. A plethora of emotions are awakened when a dialogue is said with warmth and feel by an actor. The lines below showcase memorable one liners and dialogues from Bollywood movies.
One liners in Bollywood Films that are cliché but iconic in every sense
- “Ab sab kuch upar wale ki haath mein hain”
- “Kya issi din ke liye tujhe pal pos ke paida kiya tha”
- “Main tujhe ek phooti kaudi nahin doonga”
- “Ek baar mujhe maa kehkar pukaro beta”
- “Hawaldaar, giraftaar kar lo isse”
- “Mein tumhare bache ki maa baaney wali hoon”
- “Hum kisi ko muh dikhane layek nahin rahe”
- “Maine injection laga diya hai.. Kuch hi der mein hosh aajayega”
- “Operation karna hoga.. Dus hazaar rupaiye lagenge.”
- “Ghar mein do do jawaan betiyaan hain”
- “Beti tu to Paraayaa dhan Hai”
- “Dunyaki koi takat hame juda nahi kar sakti”
- “Beta, aaj maine apne haatho se tere liye kheer banayi hai!”
- “Yeh din dikhane se pehle bhagwaan ne meri aankhen kyon nahin cheen li?”
- “Bhaiyya, tum mere liye ek pyaari si bhabhi kab laaonge”
- “Chod Do Mujhe…Bhagwan Ke Liye Chod Do”
- “Ruk jao! Kanoon ko apne haath mein math lo!”
- “Ghar Mein Lakshmi Aayi Hain”
- “Apne Aaadmiyon se kaho ki bandookein phhek de”
- “Toone sharab pee hain?”
- “Theek baara baje paise leke Purane Mandir ke peeche aa jaana”
- “Kuttey, kameeney main tujhe jaan se maar doonga”
- “Main kehti hoon door ho jaa meri nazaron se”
- “Mujhe kuch kuch ho raha hai”
- “Police ko tum jaise naujawanon par naaz hai”
- “Hato na… Log kya Kahenge”
- “Aaji Sunte Ho…”
- “Inhe dawa ki nahi dua ki zaroorat hai”
- “Beta aaj agar tere pitaji zinda hote..”
- “Ruk jao,warna main goli chala dunga”
- “Maine Tumhe Kya Samjha Aur Tum Kya Nikley”
- “Tum mere liye mar chuki/chuke ho”
- “Yeh Shaadi Nahi Hogi”
- “Lakh koschihon ke bavajood hum unhe nahin bacha paye”
- “Itnay paisay tum kahan se laaye?”
- “Ek baar…Baas ek bake mere aankhon mein aankhen daal kar kaho kit tum mujhse pyaar nahi karte”
- “Police ne tumhe chaaron taraf se gher liya hai, Apne aap ko Kanoon ke hawale kar do”
- “Is ghar ke darwaaze tumhare liye hamesha ke liye band hain”
- “Pati parmeshwar hota hai.”
- “Maine tumhe paal poos ke bada kiya”
100 Greatest Bollywood One Liners and Dialogues
- "Kutte, kameene, main tera khoon pee jaoonga” (Yaddon Ki Baraat- Dharmendra- 1973)
- "Mere paas… mere paas maa hai” (Deewar- Shashi Kapoor- 1975)
- "Mogambo khush hua" (Mr. India- Amrish Puri- 1987)
- “Kitne aadmi the” (Sholay- Amjad Khan- 1975)
- “Hum jaha pe khade ho jaate hein, line wahi se shuru hoti hai” (Kaalia- Amitabh Bachchan- 1981)
- “Prem naam hai mera, Prem Chopra” (Bobby- Prem Chopra- 1973)
- “Ye dhai kilo ka hath jab kisi pe padta hai na, to aadmi uthta nahi uth jata hai” (Damini- Sunny Deol- 1993)
- “Don ka intezaar toh baarah mulko ki Police kar rahi hai, magar Don ko pakadna mushkil hi nahin Namumkin hai” (Don- Amitabh Bachchan- 1978)
- “Najdiki fayda dekhne se pehle door ka nuksaan sochna chahiye” (Sarkar- Amitabh Bachchan- 2005)
- "Rishte mein to hum tumhare baap lagte hain, naam hai Shahenshah” (Shahenshah- Amitabh Bachchan- 1988)
- “Saara sheher mujhe Loin ke naamse jaanta hai" (Kalicharan- Ajit- 1976)
- "Pushpa, I hate tears... inhe ponch dalo” (Amar Prem- Rajesh Khanna- 1971)
- “Ek baar jo maine commitment kar di, To Apne aap ki bhi nahi sunta” (Wanted- Salman Khan- 2009)
- “Zindagi Badi Hone Chahiye, lambi bnahi babu moshai” (Anand- Rajesh Khanna- 1971)
- "Phool toh murjha jaate hain, lekin kaante daman thham lete hain," (Mughal-e-Azam- Madhubala- 1960)
- “Jao pehle uska sign ley kar aao jisne mere haatho mey ye likh diya” (Deewar- Amitabh Bachchan- 1979)
- "Aapke paon dekhe, bahut haseen hai. Inhe zameen par mat utariyega, maile ho jayenge” (Pakeezah- Raj Kumar- 1972)
- Taareekh pe taareekh milti rahi hai lekin insaaf nahin milta. Milte hai to sirf taareekh” (Damini- Sunny Deol- 1993)
- “Basanti! In Kutto ke samne mat nachna” (Sholay- Dharmendra- 1975)
- "Hum sab rangmanch ki kathputliyan hain jinki dor uparwale ki ungliyon se bandhi hui hai. Kab kaun uthega koi nahin bata sakta” (Anand- Rajesh Khanna- 1970)
- “Ye police station hai tumhare baap ka ghar nahi” (Zanjeer- Amitabh Bachchan- 1973)
- "Bade bade shehron mein aisi chhoti chhoti baatein hoti rehti hain” (Dilwale Dulhaniya Le Jayenge- Shah Rukh Khan- 1995)
- “Risk toh spiderman koh bhi lena padta hai…main toh phir bhi salesman hoon” (Ranbir Kapoor- Rocket Singh: Salesman of the Year)
- “Jo main bolta hu wo main karta hoon, jo mani nahi bolta wo main definitely karta hu” (Rowdy Rathore- Akshay Kumar- 2012)
- “Bachcha kabil bano, kabil … kamyabi to sali jhak maar ke peeche bhagegi” (3 Idiots- Aamir Khan- 2009)
- “Chal Dhano! Aaj teri Basanti ki izzhat ka saawal hai” (Sholay- Hema Malini- 1975)
- “"Jali ko aag kehte hain, bhuji ko raakh kehte hain, jis raakh se barood bane usey Vishwanath kehte hain” (Vishwanath- Shatrughan Sinha- 1978))
- Kahin pe pahunchne ke liye kahin se njkalna bahut zaroori hota hai (Yeh Jawaani Hai Deewani- Ranbir Kapoor- 2013)
- “Ye Hath Humko De De Thakur” (Sholay- Amjad Khan- 1975)
- “Life Mein Teen Cheezen kabhi underestimate mat karna, I, me and myself”- Salman Khan-2011)
- "Jinke ghar sheeshe ke hote hain, woh batti bujha ke kapde badalte hain” (Souten- Prem Chopra- 1983)
- Insan naam mein mazab dhoond leta hai (A Wednesday! Naseeruddin Shah- 2008)
- “Jo apni maa ki izzat nahi karta mein unka baap banke aata hoon”(Once Upon A Time In Mumbai- Ajay Devgan 2010)
- “Jab koi pyar mein hota hai … toh koi sahi galat nahin hota” (Jab We Met- Kareena Kapoor- 2007)
- “Mahulle ke laundon ka pyar ... aksar doctor aur engineer uthake le jaate hai” (Raanjhanaa- Mohammed Zeeshan Ayub)
- "Main udna chahta hoon, daudna chahta hoon, girna bhi chahta hoon … bus rukna nahi chahta" (Yeh Jawaani Hai Deewani- Ranbir Kapoor- 2013)
- "Kaun kambakht bardaasht karne ko peeta hai? Main toh peeta hoon ke bas saans le saku" (Devdas- Dilip Kumar- 1955)
- Kahin pe pahunchne ke liye kahin se njkalna bahut zaroori hota hai (Yeh Jawaani Hai Deewani- Ranbir Kapoor- 2013)
- “Marco, mein jeena chahti hoon” (Guide- Waheeda Rehman- 1965)
- "Zindagi mein teen cheezon ke peechey kabhi nahin bhagna chahiye…bus, train aur chhokri" (Ishq- Aamir Khan- 1997)
- “Tumhare paas joh hai tumhare hisaab se kam hai ... lekin kisi doosre ke nazar se dekho ... toh tumhare paas bahut kuch hai”(Kal Ho Na Ho- Shah Rukh Khan- 2003)
- “Koi pyaar kare toh tumse kare, tum jaise ho waise kare... Koi tumko badal kar pyaar kare toh woh pyaar nahin, sauda hai” (Bobby- Rishi Kapoor- 1973)
- "Mein pehle ek aurat hoon" (Mother India- Nargis- 1957)
- “Dosti ki hai… nibhani toh padegi” (Maine Pyar Kiya- Salman Khan- 1989)
- Kehte hain agar kisi cheez ko dil se chaho ... to puri kainaat usse tumse milane ki koshish mein lag jaati hai” (Om Shanti Om- Shah Rukh Khan- 2007)
- “Tension lene ka nahin, sirf dene ka" (Munnabhai MBBS- Sanjay Dutt- 2003)
- "Dosti ka ek usool hai, madam: no sorry, no thank you” (Maine Pyaar Kiya- Salman Khan- 1989)
- “Pehle apne game baaki logon se unchi karo, fir apni aawaz unchi karna” (Chak De! India- Shah Rukh Khan- 2007)
- "Main aaj bhi pheke hue paise nahin uthata" (Deewar- Amitabh Bachchan- 1975)
- “Jinke ghar shishe ke ho, woh dusro pe patthar nahin pheka kar te” (Waqt- Raj Kumar- 1965)
- "Chinoy Seth, chhuri bachchon ke khelne ki cheez nahin hoti, haath kat jaye toh khoon nikal aata hai" (Waqt- Raj Kumar- 1965)
- Bhai yeh room toh ... shuru hote hi khatam ho gaya” (Munna Bhai MBBS- Arshad Warsi-2003)
- “Tum jis school mein padhte ho hum uske headmaster rah chuke hain” (Haath Ki Safai- Vinod Khanna- 1974)
- “Police ne tumhe charon taraf se gher liya hain… apne aap ko kannon ke haawale kar do” (Don- Iftekar- 1978)
- “Itni shiddat se maine tumhe paane ki koshish ki hai ... ki har zarre ne mujhe tumse milane ki saazish ki hai” (Om Shanti Om- Shah Rukh Khan- 2007)
- “Life mein sabse bada risk hota hai… koi risk na lena” (Barfi- Ranbir Kapoor- 2012)
- “Babuji ne kaha gaon chhod do … sab ne kaha Paro ko chhod do … Paro ne kaha sharab chhod do” (Devdas- Shah Rukh Khan- 2002)
- “Lagta Hai kachcha khiladi hai” (Andaz Apna Apna- Aamir Khan- 1994)
- “Ye telephone bhi ajeeb cheez hai- aadmi sochta kuch hai, boltha kuch hai, aur karta kuch hai” (Agneepath- Amitabh Bachchan- 1990)
- “Chedi Singh… hum tumme itne ched karenge ke confuse ho jaoge saans kaha se le aur paade kaha se” (Dabangg- Salman Khan- 2010)
- "Gehne tudvao, gehne banvao, aur koriyaan khelo... so aaram se” (Sahib, Biwi aur Ghulam- Rehman- 1962)
- "Uska to na bad luck hi kharab hai" (Rangeela- Aamir Khan- 1995)
- “Mooche ho to Nathulal jaise ho….warna na ho” (Sharaabi- Amitabh Bachchan- 1984)
- “Humara Hindustan Zindabad Tha, Zindabad Hai Aur Zindabad Rahega (Gadar- Sunny Doel- 2001)
- “Yaad rakhna ki duniya ke kisi kone mein koi khush hai, kyun ki tum khush ho” (Chalte Chalte- Shah Rukh Khan- 2003)
- “Apni kamyabi ko itna chota mat samjho … sirf naseeb waalo ko naseeb hoti hai yeh” (Aashiqui 2- Aditya Roy Kapoor- 2013)
- “Namaaz mein woh thi … par laga dua hamari manzoor ho gayi” (Raanjhanaa- Dhanush- 2013)
- “Utar Ke Fek Do Ye Wardi Aur Pehen Lo Balwant Rai Ka Patta Apne Gale Me” (Ghayal- Sunny Deol- 1990)
- “Na talwaar ki dhaar se na goliyon ki bauchaar se… Banda darta hai to sirf parvardigaar se” (Tirangaa- Raj Kumar- 1993)
- “Kahin na kahin, koi na koi mere liye banaya gaya hai … aur kabhi na kabhi main usse zaroor milongi” (Dil To Pagal Hai- Madhuri Dixit- 1997)
- “Aap Purush hi nahi…maha purush hain, Maha Purush” (Andaz Apna Apna- Aamir Khan- 1994)
- "Hum angrezon ke zamaane ke jailor hain” (Sholay- Asrani- 1975)
- “Tum kabhi jeet nahin paye ... kyunki tum hamesha mujhe harane ki soochte the ... aur main kabhi hara nahin ... kyunki main hamesha jeetne ki soochta tha” (Race- Saif Ali Khan- 2008)
- “Ek ladki dekhi, one flash aur main aapna dil kho betha, aab to bas ek hi tamanna hai … rehna hai uske dil mein” (Rehnaa Hai Terre Dil Mein- Madhavan- 2001)
- "Main apni favourite hoon"... chulbuli delightful and full of life punjaban kudi" (Jab We Met- Kareena Kapoor- 2007)
- “Joh haarta hai, wohi toh jeetne ka matlab jaanta hai” (Jannat- Emraan Hashmi- 2008)
- "Agar tere sar par bomb laga doon toh pehle kaun phatega, tu ya tera sar?" (Kaante- Sanjay Dutt- 2002)
- “Kabhi kabhi kuch jeetne ke liye kuch harna bhi padta hai, aur haar kar jeetnay wale ko baazigar kehte hain" (Baazigar- Shah Rukh Khan- 1993)
- “Log apni zindagi banate hai … main apni jannat banata hoon” (Jannat 2- Emraan Hashmi- 2008)
- “Pyar hi toh woh jaado hai … joh umar bhar jawan banaye rakhta hai” (Baghban- Amitabh Bachchan- 2003)
- “Religion wala column jo hota hai…usmeinhum capital mein Indian likhte hai” (Baby- Akshay Kumar- 2015)
- Yeh Musalman ka khoon yeh Hindu ka khoon … bata is mein Musalman ka kaunsa Hindu ka kaunsa, bata! (Krintiveer- Nana Patekar- 1994)
- “Bade se bada business … paise se nahi, ek bade idea se bada hota hai” (Badmaash Company- Shahid Kapoor- 2010)
- “Anarkali, Salim ki mohabbat tumhe marne nahin degi aur hum tumhe jeene nahin denge” (Mughal-e-Azam- Prithviraj Kapoor- 1960)
- “Duniya mein kitni hai nafratein … phir bhi dilon mein hai chahatein … jao kehdo is jahan se, is zameen se, aasman se … rok na sakenge ab yeh mohabbatein” (Mohabbatein- Shah Rukh Khan- 2000)
- Ek machchar saala aadmi ko insaan se jijda bana deta hai- Yeshwant- Nana Patekar (1997)
- “Yahan se pachas pachas kos door gaon mein … jab bachcha raat ko rota hai, toh maa kehti hai bete soo ja … soo ja nahi toh Gabbar Singh aa jayega” (Sholay- Amjad Khan- 1975)
- Nafrat ko nafrat nahi, sirf pyar mitta sakta hai … bas zaroorat hai kisi ke haath ki … joh kheench kar usse andheron mein se ujalon mein la sake (Ek Villain- Shraddha Kapoor- 2014)
- “Har ishq ka ek waqt hota hai … woh hamara waqt nahi tha … par iska yeh matlab nahi ki woh ishq nahi tha” (Jab Tak Hai Jaan- Shah Rukh Khan- 2012)
- “Tum ho toh hum hai … hum hai toh sab kuch hai … varna kuch nahi, kuch bhi nahi” (Baghban- Amitabh Bachchan- 2003)
- “Pyar dosti hai … agar woh meri sab se achchi dost nahin ban sakti, to main usse kabhi pyar kar hi nahi sakta … kyun ki dosti bina toh pyar hota hi nahin … simple, pyar dosti hai” (Kuch Kuch Hota Hai- Shah Rukh Khan- 1998)
- “Insaan apne liye gaye faislo se hi bada hota hai” (Ashutosh Rana- Awarapan- 2007)
- “Aaj khush to bahut hoge tum” (Deewar- Amitabh Bachchan- 1975)
- “Agar tum mujhe yun hi dekhti rahi … toh tumhe mujhse pyar ho jayega firse” (Hum Dil De Chuke Sanam- Salman Khan- 1999)
- “Ek baap agar apne bete ki zindagi ka pehla kadam uthane mein uski madad kar sakta hai … toh wahi beta apne baap ke aakhri kadam uthane mein usse sahara kyun nahi de sakta?” (Baghban- Amitabh Bachchan- 2003)
- “Dil to har kisi ke paas hota hai, lekin sab, Dilwale nahin hote” (Dilwale- Shah Rukh Khan- 2015)
- “Rathore …Vikram Rathore…Naam sunte hi pickwade mein bhukamp aa gaya naa” (Rowdy Rathore- Akshay Kumar- 2012)
- “Pyar ka pehla kadam dosti hai, aur aakhri bhi … bus beech ke kadam reh gaye hain” (Kal Ho Na Ho- Saif Ali Khan- 2003)
- “Jis mohabbat mein deewangi na ho … woh mohabbat hi nahi” (Ek Tha Tiger- Katrina Kaif- 2012)
- “Drugs ka paisa khoon ki tarah hota hai…saare system mein daudta hai” (Dum Maaro Dum- Abhishek Bachchan- 2011)
TAGS :one liners bollywood movies bollywood films list bollywood dialogues hindi films
Previous
Top 100 Bollywood Dance Songs you should listen to before a Job Interview
Next Post
100 Greatest Rock Songs of the 70s
realityspeaks
Thank you for visiting my profile. I am a Freelance Content Writer. I like to learn something new every day. When I’m not at the computer, I’m either reading or on vacation. I dwell in peace, I hope you do too. My Favorite Quote“When you talk, you are only repeating what you already know. But if you listen, you may learn something new.”- Dalai Lama
Related Articles
4.93K
100 Greatest Bollywood Adventure Movies
The adventure genre is hugely popular with movie fans in India. Captivating moments with edge of the seat entertainment forms an integral part of the Hindi film industry.
4
29.75K
400 Most Romantic Bollywood Love Songs: Old And New Hit
Romantic songs are the flavor of Bollywood. Entertaining Hindi films feature different types of love songs.
1
1.61K
Top Bollywood Actors Known For Being Successful Entrepr
There are several actors/actresses in Bollywood who have developed their own organizations in different sectors. Few of the stars are even well known for being the entrepreneurs at first.